Top Hindi Conversation for Bus Travel with English Meaning

Hindi conversation for bus travel with English meaning and pronunciation.

Dialogue - 1

User icon

First Traveller : I have to go to Bangalore. Where is the Bangalore bus?

पहला यात्री : मुझे बेंगलूर जाना है | बेंगलूर जानेवाली बस कहाँ है ?
( Pahalaa yaatree : mujhe bangaloor jaanaa hai. bangaloor jaanevaalee bas kahaan hai. )

Dialogue - 2

User icon

Second Traveler : It is there on the fifth platform. Go quickly.

दूसरा यात्री : वह तो पाँचवाँ प्लैटफ़ारम पर खडी है | जल्दी जाइये |
( Doosraa yaatree : vah to paanchvaan plaitfarm par khadee hai. jaldee jaaiye. )

Dialogue - 3

User icon

First Traveler : At what time does it depart?

पहला यात्री : वह कितने बजे रवाना होती है ?
( Pahalaa yaatree : vah kitne baje ravaanaa hotee hai. )

Dialogue - 4

User icon

Second Traveler : It, departs sharply at 2'o clock.

दूसरा यात्री : वह ठीक दो बजे रवाना होती है |
( Doosraa yaatree : vah teek dho baje ravaanaa hotee hai. )

Dialogue - 5

User icon

First Traveler : Conductor! Please give me a ticket to Bangalore.

पहला यात्री : कंडक्टर ! मुझे बंगलूर के लिये एक टिकट दे दीजिये |
( Pahalaa yaatree : kandaktar muje bangaloor ke liye yek tikat de deejiye. )

Dialogue - 6

User icon

Conductor : Please wait. Let me see if there is any vacant seat. Well! you are lucky. One seat is vacant.

कंडक्टर : ज़रा ठहरिये | अभी देखता हूँ कि कोई सीट खाली है | अच्छा आपकी खुशकिस्मती है कि एक सीट खाली है |
( Kandaktar : zaraa teehriye. abhee dekhtaa hoon ki koee seet khaalee hai. achchhaa aapkee khooshkismtee hai ki yek seet khaalee hai. )

Dialogue - 7

User icon

First Traveler : Take this five hundred rupees. Give me the balance please.

पहला यात्री : यह लीजिये, पांच सौ का नोट! बाकी पैसे दीजिये |
( Pahalaa yaatree : yeh leejiye, paanch sau kaa not baakee paise deejiye. )

Dialogue - 8

User icon

Conductor : I have no change. If you have got eighty rupees give me.

कंडक्टर : मेरे पास छुट्टा नहीं है | आपके पास अस्सी रुपये छुट्टा हो तो दीजिये |
( Kandaktar : mere paas chhutta nahin hai. aapke paas assee rupye chhutta ho to deejiye. )

Dialogue - 9

User icon

First Traveler : I too have no change.

पहला यात्री : मेरे पास भी नहीं |
( Pahalaa yaatree : mere paas bhee nahin. )

Dialogue - 10

User icon

Conductor : If so, I will note it on the ticket. Get the balance afterwards.

कंडक्टर : तब तो टिकट पर लिख देता हूँ | बाकी पैसे बाद को पा लीजिये |
( Kandaktar : tab to tikat par likh detaa hoon. baakee paise baad ko paa leejiye. )

Dialogue - 11

User icon

First Traveler : O.K.

पहला यात्री : अच्छा!
( Pahalaa yaatree : achchhaa! )

Dialogue - 12

User icon

First Traveler : At what time will this bus reach Bangalore?

पहला यात्री : यह बस बंगलूर कितने बजे पहुँचेगी ?
( Pahalaa yaatree : yah bas bangaloor kitne baje pahunchegee. )

Dialogue - 13

User icon

Conductor : It will reach Bangalore by 8'o clock in the morning.

कंडक्टर : यह सबेरे आठ बजे पहुँच जायगी |
( Kandaktar : yah sabere aath baje pahunch jaayagee. )

Dialogue - 14

User icon

First Traveler : I have to go to Jayanagar in Bangalore. How am I to go ?

पहला यात्री : मुझे बेंगलूर में जयनगर जाना है | कैसे जाऊँ ?
( Pahalaa yaatree : muje bangaloor mei jayanagar jaanaa hai. kaise jaavoon. )

Dialogue - 15

User icon

Conductor : Get down at the central bus-stand and go to the near by town bus-stand. You can get town buses for Jainagar there. If you want to go by auto or taxi they will also be available at the bus-stand.

कंडक्टर : आप सबेरे बस स्टैंड में उतर कर पास वाले टाऊन बस - स्टैंड जाइये | वहाँ जयनगर जाने की टाऊन बसें मिल जायंगी | आप आटो या टाक्सी में जाना चाहें तो बस स्टैंड से वे भी मिल सकती हैं |
( Kandaktar : aap sabere bas stand mei uthar kar paas vaale taavoon bas stand jaaiye. vahaan jayanagar jaane kee taavoon basen mil jaayangee. aap aato yaa taaksee mei jaanaa chahen to bas stand se ve bhee mil saktee hain. )

Dialogue - 16

User icon

First Traveler : Thanks.

पहला यात्री : शुक्रिया;
( Pahalaa yaatree : sukriyaa; )